Zra Sa Muskura Dena,Eid se Pehle Pehle..
Har Ek Gham Ko Bhula Dena,
Eid se Pehle Pehle..
Na socho k kis kis ne dil dukhaya..
Sabb ko maaf kr dena,Eid se Pehle Pehle..
Kya pta phir moqa na mil paye apko..
Read more »
Zra Sa Muskura Dena,Eid se Pehle Pehle..
Har Ek Gham Ko Bhula Dena,
Eid se Pehle Pehle..
Na socho k kis kis ne dil dukhaya..
Sabb ko maaf kr dena,Eid se Pehle Pehle..
Kya pta phir moqa na mil paye apko..
Read more »
Rahoon Ki ye shaam aur yadoon ka ye sama
Apni palkoon mein hargiz sitare na layain gay
Rakhna Sambhal k tum chand khushiyan mere liye
Main laut k aaunga phir EID Manain gay…
Suhani dhoop barsat k baad,
Thori si hasi her baat k baad,
Usi tarah ho mubarak aap ko,
Yeh EID Ramazan k baad.
EID Mubarak
Eid ke roz bhi majboor the taqdeer se ham
.
Ro paray mil ke gale aap ki tasveer se ham
Guzre hue wasal ke din raat bhool ja
Milne na deinge ab hamein halaat bhool ja
Mausam badal gaye hain zamana guzar gaya
Ae dost tu bhi eid-e-mulaqaat bhool ja
Koi itna Chahe Tumhe to batana,
Koi tumhare itne Naaz uthaaye to Batana,
EID MUBARAK to har koi Keh dega tumse,
Koi Hamari tarah kahey to batana
Eid leke aati hai dhair sari khushiya,
Eid mita deti hai insan mai dooriyan,
Eid hai khuda ka ek nayab tabarruk,
Isi liye kehte hai sab EID MUBARAK
Thukra ke usne mujhse kaha ke ab muskurao,
Mai has diya aakhir sawal uski khushi ka tha,
maine khoya wo jo kabhi mera nahi tha,
par usne kho diya wo jo sirf usi ka tha.
Zikr unka aata hai mere fasane me,
Jinko jaan se zyada chaha humne zamane me,
Tanhayi me unki hi yaad ka sahara mila,
Nakamyab rahe jinhe hum bhulane me.
© 2023 Funonline.co.in