Sabki khushi ki chah karte hai,
Bas itna sa gunaah karte hai..
Aaj phir aapke intezar me baithe hai,
Dekhna h kb aap hame yaad karte hai..!!
Sabki khushi ki chah karte hai,
Bas itna sa gunaah karte hai..
Aaj phir aapke intezar me baithe hai,
Dekhna h kb aap hame yaad karte hai..!!
Jab barish hoti hai, Tum yaad aate ho.
Jab kali ghata chaye, Tum yaad ate ho,
Jab bheegte hain tum yaad aate ho,
Bataoo Meri umbrella Kab wapis kro ge!
Ab ke sawan(rain) mein paani barsa bahut,
Paani ki har boond mein woh aaye yaad bahut.
Is suhaane mausam mein saath nahi tha koi,
Baadlon ke saath in aankhon se paani baha bahut.
© 2023 Funonline.co.in